Sunday, July 02, 2006

zakhmi baat


zakhmi baat jamaneko dikhane aye hai
yadoki dulhan hum sajane aye he
sahera zakhmoka hum jalane aye he
aaj apni hi lask dafnane aye he

TUJHE BAAHON MAIN BHARNE KI KHAWISH YUIN UUBHARTI HAI,
KI MEH AAPNI HI NAZRON MAIN RUSHWA HO SA JATA HUIN,
MEH CHAHE SACH HI BOLU HAR TARHA SE AAPNE BAARE MAIN,
MAGAR TUM MUSKURATI HO TO JHUTA HO SA JATA HUIN

bahut kam hoti hai log aise ,
jinhe sachi chahat ki pachan hoti hai..
kise pe mar mitne se pahle soch lena dost ,
gavane ke liye sirf ek hi jaan hoti hai ..........

Tumhari najar se najar mil jaye tou dil bechain ho jaata hai...
kya kahein hum apne is deewanepan ko jo tumhari har adaa pe fida hua jaata hai..
jab muskurate ho tou gumm judai ka khatm hua jaata hai...
tumhari chahne ki mujhe vo chahat mera vajood banta jaata hai...
sochti hoon is haseen khaab ko kab badlega waqt hakikat mein
ke tu mujhse door ho kar bhi kareeb hue jaata hai....

No comments: